Mohabbat( Love) Urdu Quotes By Zainab Ahmed

Mohabbat( Love) Urdu Quotes By Zainab Ahmed

Zainab Ahmed is a Novelis, author, and Content writer. She is best known for her first novel Hum jo Mujrim There and quotations, she is one of the most widely read. and popular Urdu fiction social media novelists of this era.20 best love captions you will be read there.The quotation is one of the major parts for readers and Urdu novels are uncompleted without author sayings because Nothing can be more romantic than expressing love with a quotation. There is a list of amazing  urdu love quotes  thatyou can share with others. Mohabbat ka koi hindsa nahi hota or jiss muhnbat ka hindsa badlta rahay wo Mohabbatt nahi zarorat k aidado shmar hotay hai.

 

‘Chand Khoobsurat Lafz MOhabbat Ke Naam”
BY ZAINAB AHMED
”Chand Khoobsurat Lafz MOhabbat Ke Naam”
Urdu Quotes
Mohabbat Ka Aks Rooh Mein Tehrta Hai.

Famous Quotes And Sayings
”Jiss dill main muhabat ka baesra ho waha nafrtay jaga nahi banati”.

Famous Urdu Quotes And Sayings
Inssani fitrat main oktahat hain or mohabbat tehrao mangti hai.

Mohabbat lafzoo may bayan karni pare tu jaan lo Mohabbat yaktarfa hai.

Sachi Mohabbat lakhoo Nafrtoo pay bhari hai.

Love Urdu quotes
Mohabbat iman ka dosra name hai.

love quotes
Mehboob hath charwanay ka hosla nahi rakhta.

”Faqat muhabt ka dawaydar bnnay say sachi muhabat nahi ho jati”.

love Urdu quotes
Muhabbat sharait pay nahi ki ja sakti.

Khudgarz shaks ki muhabt khushya kha jati hai.

‘Mohabbat Khamoosh Ho sakti hai mar nahi sakti.

LOVE QUOTES
sachi mohabbat apna mukam nahi khoti
love qyotes
Amal asal Mohabbat hai

Mohabbat karnay walay anssonon ki waja nahi bantay.

 


Muhabat marti Rooh ko zindagi buksh sakti hai or zinda rooh ko mout be.

 

Love Urdu Quotes
Mehboob ki khushi kay liyay jukhna hi muhabt ka pehla asool hai.

poori azadi se teri muhabat mein qaid hoon.

Sub Pay Muhaba lootanay wala app ka mehboob nahi ho sakta.

love Urdu quotes
Mohabbat k mujrim mafi k huqdar nahi tehrte.

 

 

Love Urdu quotes
baaz mohabtoon k qarz bohat bhari hoty hain

You cannot copy content of this page

%d bloggers like this: